any indian here speak hindi?

softmatic

New Member
हि*न्*दी व यूनि*कोड के लि*ए में आपको पीएचपीबीबी के लि*ए रेफरेन्*स करुंगा
 

suyashpandit

New Member
softmatic said:
हि*न्*दी की टाईपि*ग के लि*ए मैं यूनि*कोड का इस्*तेमाल करता हूं अगर कि*सी को वि*बुलेटि*न की लेंगवेज फाईल बनाती आती है तो में उसकी फाईल में एडि*टींग करके जहां जहां पर अंग्रजी के शब्*द आ रहे है वहां वहां पर मैं हि*न्*दी की टाईपि*ग कर दुंगा

Its Like Google Translation you cannot edit particular word to hindi.

you should have to make a XML language file, but the exact problem is that there is no hindi font available in every computer.
 

mastram

New Member
HaHaHa Yaar majaa aa gaya ye thread dekh kar ki yahan itne saare Desi log hain. Sabse badi baat ye ki apne admin Guru aur SM Krazyfire bhi hindi bolte hain. kuch logo ka to mujhe maloom tha ki wo hindi/ urdu bolne walne hain jaise ki Nazia, Mammu, Moiz, Shahzeb, shanali, Muqti wagerah Magar jin naamo ne Hairaan kiya wo the Bulletin, Krazyfire, Guru, Boss_013.

Khair aap sab se mil kar bahut accha laga. :)

Jaroor ek Hindi/ Urdu Sub forum hona chahiye. Mai bhi aap logo ke saath is Farmaaish me shaamil hoon. Aur kuch nahi to isi thread to chat room bana lo agar Mods/ Admin ijaajat de to ;)
 

NadeemJP

New Member
Mastram, humain mut bholo yaar hum bhi urdu hindi samajhta hai:). tumhara to main fan hoon kiyun ke jitna kuch tum ne provide kiya meri bohat si problems solve ho gai hain:). urdu/hindi ki fermiash to main bhi keroonga since merey paas bhi india pakistan se hi hain members. to urdu/hindi to must hai:).

chalo acha hai ilm hogaya ke kon desi hai apney haan ka. ager kisi ko angreji main samjhana mushkil huwa to apni desi zaban main samjha daingey ke bhai hum ko kiya chahiyeh hai:)
 

mastram

New Member
Nadeem Bhai Aap ko Beshak nahi bhoola mai par naam yahan isliye nahi liya kyonki aap ne yaha kabi reply nahi kiya tha. Aap ke alaawa bhi aur kuch naam hain jinka jikr maine nahi kiya jaise ki Kamrandahir, Mohan, nitins60 wagerah sirf isliye ki unhone is thread me reply nahi kiya.

Aap beshak jaroor kabhi bhi chaho to apni desi jaban me samjha sakte ho. PM kar dena :)
 

NadeemJP

New Member
awwww, thanx mastam bhai merey:). main zaroor pm main help waghaira liya karoonga:). can u believe, main forum ki duniya main (admin ki haisiat se) sirf 1 month pehley aya:D. yoon samajh lo ke abhi paida huwa hoon, chalna seekh raha hoon:D.

dhannewaad:)
 

bulletin

New Member
mere paas hindi font hai computer mai stored, but kya koi hindi mai xml language file bana sakta hai kya yaha pe?
 
There is a font available from Microsoft for unicode languages Arial Unicode MS (True Type), make sure you have that installed in order to write/read hindi or other unicode languages. You can then use character map to make words which infact is really difficult. I tried it once to make my Application localized for Hindi but had to gave up due to the time it required, then I decided to use google translation which infact worked well most of the times
 

bulletin

New Member
Guru said:
There is a font available from Microsoft for unicode languages Arial Unicode MS (True Type), make sure you have that installed in order to write/read hindi or other unicode languages. You can then use character map to make words which infact is really difficult. I tried it once to make my Application localized for Hindi but had to gave up due to the time it required, then I decided to use google translation which infact worked well most of the times

yes i have that fonts too from microsoft, but the problem is i cannot write and translate my site in hindi language, i try to re-code english language into hindi, but was not able to do it perfectly, i will try using google translation mod, probably that might work, but is there anyways to make hindi language by default in google translation mod?
 
Top